Umeed

ek qafla mai shamil hu aur jaye jaa raha hu
la maqsad hu fir bhi talash-e-manzil ko ja raha hu
chaman main kuch gull hain woh bhi sukhe hain
bewajha unhe mai tar kiye jaa raha hu
barish mai in kagazo ka ek hi markaz haiĀ
fir bhi kashtiya mai banaye jaa raha hu
yun hi khaye ja raha hai khayl usk mjheĀ
kyun uska khayal mai kiye jaa raha hu

Support CosmoFunnel.com
You can help support the upkeep of CosmoFunnel.com via PayPal.